Bollywood – Sher Aaya Sher Lyrics

Sher ki zubani
Sun yeh shehar ki kahani
Yahan rap nahi hota tere wahem ko bhagadi
Ladkiyan na gaadi apni alag hai abaadi
Asal rap ka yeh jwala tere aathma mein jagadi
Kyun ki farak hai, tujhe chedney ki talab hai
Tu nakli wala marad
Mardaangi pe kalank
Hawainiyat ki shakal
Jitni tujh mein garmi usse zyada garam mera kalam
Kyu itna besharam?
Kya kaam ka wo aaj jis mein tera kal nahi
Kya kaam ka wo kaam jisme tu safal nahi
Bal nahi
Dimaag ki zaroorat.. Tere bhai ki hukumath..
Sachai ki yeh surat

Bhaag bhaag Bhaag
Aya sher, Aya sher
Bhaag bhaag Bhaag
Aya sher, Aya sher
Bhaag bhaag Bhaag
Aya sher, Aya sher

Sachai ki yeh leher, har mauhalle mein kehar

Dadagiri bandh kar tu chal tho sambalkar
Khudko tu dhoond ke tu usko amal kar
Nakli guroor usko masalkar
Nakli wajood usko kuchalkar

Zara Kam kar shaanegiri Kam kar
zara kam kar yeh lukhey giri Kam kar
Thanda kar jo bhukhaar tere sar par Kam kar
Guroor yeh Khatam kar!

Zara Kam kar shaangiri
Kam kar zara kam kar yeh lukhey giri Kam kar
Thanda kar jo bhukhaar tere sar par Kam kar
Guroor yeh Khatam kar!

Bhaag bhaag Bhaag
Aya sher, Aya sher
Bhaag bhaag Bhaag
Aya sher, Aya sher
Bhaag bhaag Bhaag
Aya sher, Aya sher

Sachai ki yeh leher, har mauhalle mein kehar

Bhaag bhaag Bhaag
Aya sher, Aya sher
Bhaag bhaag Bhaag
Aya sher, Aya sher
Bhaag bhaag Bhaag
Aya sher, Aya sher
Bhaag bhaag Bhaag
Aya sher, Aya sher

Leave a Comment

error: Content is protected !!