Arijit Singh Lyrics | "Sanam Re (Title Song)" lyrics

Arijit Singh Lyrics | “Sanam Re (Title Song)” lyrics
Bheegi bheegi sadkon pe main
Tera intezaar karun
Dheere dheere dil ki zameen ko
Tere hi naam karun
Khudko main yoon kho doon
Ke phir na kabhi paaun
Haule haule zindagi ko
Ab tere hawaale karunSanam re, sanam re
Tu mera sanam hua re
Sanam re, sanam re
Tu mera sanam hua reKaram re, karam re
Tera mujhpe karam hua re
Sanam re, sanam re
Tu mera sanam hua reTere kareeb jo hone laga hoon
To toote saare bharam re
Sanam re, sanam re
Tu mera sanam hua re
Sanam re, sanam re
Tu mera sanam hua re
Baadalon ki tarah hi toh
Tune mujhpe saaya kiya hai
Baarishon ki tarah hi toh
Tune khushiyon se bhigaya hai
Aandhiyon ki tarah hi toh
Tune hosh ko udaaya hai
Mera muqaddar sanwara hai yoon
Naya savera jo laaya hai tu
Tere sang hi bitaane hain mujhko
Mere saare janam re
Sanam re, sanam re (sanam re..)
Tu mera sanam hua re
Sanam re, sanam re (sanam re..)
Tu mera sanam hua re
Karam re, karam re (karam re..)
Tera mujhpe karam hua re
Sanam re, sanam re (sanam re..)
Tu mera sanam hua re
Mere sanam re mera hua re
Tera karam re mujhpe hua ye [x2]

Leave a Comment

error: Content is protected !!