Safar Lyrics in Hindi – Jab Harry Met Sejal | Arijit Singh

अब ना मुझको याद बीता
मैं तो लम्हों में जीता
चला जा रहा हूँ
मैं कहाँ पे जा रहा हूँ
कहाँ हूँ
इस यकीन से मैं यहाँ हूँ
की ज़माना ये भला है
और जो राह में मिला है
थोड़ी दूर जो चला है
वो भी आदमी भला था
पता था
ज़रा बस ख़फा था
वो भटका सा राही मेरे गाँव का ही
यो रस्ता पुराना जिसे आना
ज़रूरी था लेकिन जो रोया मेरे बिन
वो एक मेरा घर था
पुराना सा डर था
मगर अब ना मैं अपने घर का रहा
सफ़र का ही था मैं सफर का रहा
ओ ओ
[इधर का ही हूँ ना उधर का रहा
सफ़र का ही था मैं सफर का रहा] x 2
मैं रहा.. ऊ ऊ
मैं रहा.. वो ओ..
मैं रहा..
नील पत्थरों से मेरी दोस्ती है
चाल मेरी क्या है राह जानती है
जाने रोज़ाना, ज़माना वोही रोज़ाना
शहर शहर फुरसतों को बेचता हूँ
खाली हाथ जाता खाली लौटा हूँ
ऐसे रोज़ाना, रोज़ाना खुद से बेगाना
जबसे गाँव से मैं शहर हुआ
इतना कड़वा हो गया की ज़हर हुआ
मैं तो रोज़ाना
ना चाहा था ये हो जाना मैंने
ये उमर वक़्त रास्ता गुज़रता रहा
सफ़र का ही था मैं सफ़र का रहा
[इधर का ही हूँ ना उधर का रहा
सफ़र का ही था मैं सफर का रहा] x 2
मैं रहा.. ऊ ऊ
मैं रहा.. वो..
मैं रहा..
सफ़र का ही था मैं सफर का रहा

Safar Lyrics in English Font

Ab na mujhko yaad beeta
main toh lamhon mein jeeta
chala ja raha hoon
main kahan pe ja raha hoon…
kahan hoon
iss yaqeen se main yahan hoon
ki zamana yeh bhala hai
aur jo raah mein mila hai
thodi door jo chala hai
woh bhi aadmi bhala tha
pata tha
zara bas khafa tha
woh bhatka sa raahi mere gaon ka hi
woh rasta puraana jise yaad aana
zaroori tha lekin jo roya mere bin
wo ek mera ghar tha
puraana sa darr tha
magar ab na main apne ghar ka raha
safar ka hi tha main safar ka raha
o o
idhar ka hi hoon na udhar ka raha
safar ka hi tha main safar ka raha
idhar ka hi hoon na udhar ka raha
safar ka hi tha main safar ka raha
main raha.. o o..
main raha.. wo o..
main raha..
neel patthron se meri dosti hai
chaal meri kya hai raah jaanti hai
jaane rozana, zamana wohi rozana
shehar shehar fursaton ko bechta hoon
khaali haath jaata khaali laut’ta hoon
aise rozana, rozana khud se begana
jabse gaon se main shehar hua
itna kadwa ho gaya ki zehar hua
main toh rozana
na chaaha tha yeh ho jaana maine
ye umrr,waqt raasta guzarta raha
safar ka hi tha main safar ka raha
idhar ka hi hoon na udhar ka raha
safar ka hi tha main safar ka raha
idhar ka hi hoon na udhar ka raha
safar ka hi tha main safar ka raha
main raha.. oo..
main raha.. wo..
main raha
safar ka hi tha main safar ka raha

Leave a Comment

error: Content is protected !!